Monday, July 24, 2017

About Proxy in hindi

About Proxy-
Dosto apne proxy k bare m jaroor suna hoga. Aaj ham proxy k bare m janenge. Proxy ka work
ek mediator ki tarah hota hai. Ye ek user or web k bich m mediator ka kaam krta hai. Jb
koi website kisi dusri website ka copyright documents ko bina permission k users ko 
uplabdh krati hai to government us website ko bann kr deti hai. Aisi websites ko ham proxy
se open kr skte hai. Proxy kuchh had tk hamari identity ko chhupane m v kaam krti hai. Pr
jyada der tk hm apne identity ni chhipa skte kyoki ye ek hi layer hoti hai hmare or web k
bich m agar is proxy layer ko koi hata de to ham direct web ko access krenge or hmari IP
identify ki ja skti hai.
Proxy ka use office, colleges, cyber cafe etc. m kiya jata hai. Jaise ki kisi
college m students k liye facebook surf krna mana hota hai to uss college m facebook ki
website pr proxy lga dete hai or koi use surf nhi kr pata.
Iss tarah jo websites government dwara bann hoti hai unko ham kisi dusri country
ki proxy se open kr skte hai. Agar koi website india m bann hai to sayad china m bann na
ho or agar ham china ki proxy use kre to ham uss website tk pahuch skte hai.

No comments:

Post a Comment

Ruturaj Gaikwad: A Batsman with Flair and Consistency

Ruturaj Gaikwad: A Batsman with Flair and Consistency Ruturaj Gaikwad is a talented cricketer who has been making waves in the world of cric...